Aankhon Ki Dehliz
Aasu ko aankhon ki dehliz par laya na karo,
Aapne dil ka hal kisiko bataya na karo,
Log muthi mein namak liye goom rahe hai,
Apne zakhm kisiko bataya na karo
Aankhe kholun to chehra uska ho,
Aankhe band karu to sapna uska ho,
Maar bhi jaau to koi gam nahi, Agar…
Kafan ke badle dupatta uska ho!
Kaisa Rishta
Dil se jo tum nikal gaye to zehen se bhi nikal jaoge,
Na banpaye jo kisike to jee kar kya ban paoge,
Jo na matlab ho tumhein pyar se, na zaroorat jazbaaton ki,
To kya vishwaas dilaoge kisiko aur kaisa rishta nibhaoge.
Marr Bhi Gaya
Yaaron marr bhi gaya toa,
Aarthi meri dafnaa dena
Utha kar janaza mera,
Unki gali ghuma dena
Agar wo mera pata puche to
Shamshaan ghaat bata dena

Labels: break heart, Dard-E-Dil, darde dil, funny jokes, funny sms, hard break, heart jokes, sad jokes, sad sms, tanha Dard
0 comments:
Subscribe to:
Post Comments (Atom)